From Wikipedia, the free encyclopedia
National Basketball Association (Abbreviation NBA) ek American basketball sports league hae jisme 30 teams hae. Ek team me 15 se 20 khiladi hote hae. Lage mein 600 khiladi hote hae. Zyada tar log United States aur Canada ke hote hae aur international kihladi Europe aur South America se bhi shamil hae. Khiladi college aur NCAA se draft ho kar aate hae. Championship Rings di jate hae jitne team ke khiladi(s) ko. Shri David Stern iske longest serving commissioner hae. Iske video games hae; NBA 2k, NBA Live, NBA Playgrounds, NBA Street. NBA ke legends bhi hote hae.
2022 ke champions: Denver Nuggets
Commissioner: Adam Silver |
Deputy: Mark Tatum |
Headquarters: New York, New York, United States |
NBA Trophy: Larry O'Brien Trophy |
League ka shuruat hae October 2023, jaise dusre saal mein hota hae.
Teams | Games | Win | Loss |
---|---|---|---|
TBD | TBD | TBD | TBD |
Teams | Playoff | Final |
---|---|---|
TBD | TBD | TBD |
Golden State Warriors, Milwaukee Bucks, Los Angeles Lakers
2022 - 2023: Joel Embid - Philadelphia 76ers
2020 - 2021, 2021-2022: Nikola Jokic - Denver Nuggets
2023: Victor Wembanyama - French - San Antonio Spurs
2022: Paolo Banchero - American - Orlando Magic
2021: Cade Cunningham - American - Detroit Pistons
2020: Anthony Edwards - American - Minnesota Timberwolves
Li league mein divisions aur conferences hote hae jaise Eastern aur Wester conference. Aur divisions jaise Atlantic, Central, North West, South West, South East and Pacific. Atlantic, Central aur South East Eastern Division se hae aur North West, South West aur Pacific Eastern division se hae.
Playoffs: 2 conferences se 8 team ki chunau hoti hae aur who 8 team playoff talak jate hae. Har play-off game 7 game mein khele jate hae, jinka 7 game mein zyada jeet hote hae jaise (4-3) jitne wale team ko zyada mauka milta hae final talak finals mein bhi same format hota hae.
Positions: Point Guard, Shooting Guard, Small Forward, Power Forward aur Center
All Star Game: All star game mein dono conference ke sabe mehtvapoorn(best) khiladi public aur NBA se chuna jate hae aur aur inka 12 side game hota hae. All star game mein slam dunk contest, 3-point contest bhi hota hae aur celebrity basketball bhi khela jata hae.
Basketball ke merchandise ke sponsor hote hae: Adidas, Spalding, Jordans, Li-ning, New Balance, Puma, Under Armour, Converse, Gatorade, ESPN, aur Nike
Atlanta Hawks | Boston Celtics | Brooklyn Nets | Cleveland Cavaliers |
Dallas Mavericks | Denver Nuggets | Detroit Pistons | Golden State Warriors |
Los Angeles Clippers | Houston Rockets | Indiana Pacers | Los Angeles Lakers |
Minnesota Timberwolves | Memphis Grizzlies | Miami Heats | Milwaukee Bucks |
Orlando Magic | New Orlean Pelicans | New York Knicks | Oklahoma City Thunder |
Toronto Raptors | Philadelphia 76ers | Phoenix Suns | San Antonio Spurs |
Washington Wizards | Utah Jazz | Portland Trailblazers | Charlotte Hornets |
Teams ke naam ke badlaw | Purane Teams |
---|---|
Buffalo Braves
Chicago Zyphers Cincinnati Royals Fort Wayne Pistons St. Louis Hawks |
Anderson Packers
Baltimore Bullets Buffalo Chicago Stags |
Kansas City Kings(Omaha Kings)
Milwaukee Hawks Minneapolis Lakers New Jersey Nets Syracuse Nationals |
Cleveland Rebels
Detroit Falcons Indianapolis Toronto Huskies |
New Olreans Hornets
New Orleans Jazz Oklahoma City Hornets Philadelphia Warriors Tri-Cities Blackhawks |
Indianapolis Jets
Indianapolis Olympians Pittsburg Ironmen Washington Capitols |
Rochester Royals
San Diego Rockets San Diego Clippers Seattle Super Sonics Vancouver Grizzlies |
Providence Steamrollers
Sheboygan Red Skins St. Louis Bombers Waterloo Hawks |
Ill banaye gaye list teak ke malik hae. Kai team ke zyada malik hote hae aur kai team ke ek ya do malik hote hae. Inme shamil ki gaye businessmen aur purane team ke khiladi.
(Any changes TBA)
|
|
|
|
|
|
National Football League (NFL), FIFA
WWE, FIBA
Seamless Wikipedia browsing. On steroids.
Every time you click a link to Wikipedia, Wiktionary or Wikiquote in your browser's search results, it will show the modern Wikiwand interface.
Wikiwand extension is a five stars, simple, with minimum permission required to keep your browsing private, safe and transparent.